Now playing

Jhatak kar zulf
Jab tum tauliye se
Baarishein aazad karti ho
Acha lagta hai


Hilakar honth jab bhi
Haule Haule
Guftagu ko saaz karti ho
Acha lagta hai

Ho..khusboo se behlao na
Seedhe point pe.. aao na
Aaankh mein aankhein
Daal ke kehdo
Khwaabon mein tehlao na
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe.. aao na
Seedhe point pe.. aao na


La la la la
La la la la
La la la la
La la la la


Alag ehsaas hota hai
Tumhare paas hone ka
Sanakti sarsarahat ki nadi
Mein reshami lamhein
Bhigone ka..
Ho ho ho
Zara sa modkar gardan
Jab apni hi adaa pe

Naaz karti ho
Acha lagta hai

Ho..Lafzon se behlao na
Jhuthi muthi behkao na
Haathon ko Haathon mein leke
Woh teen shauk tapkao na
Zara short mein.. batlao na
Seedhe point pe aao na

Haan..seedhe point pe aao na

Woh tere dhyaan ki khushboo

Main sar tak odh leta hoon
Bhatakti saans ko teri gali
Mein gungane chod deta hoon
Ho ho ho
Tum apni khidkiyon ko
Kholkar jab bhi naye

Aagaz karti ho
Achi lagta ho


Ho..Gali gali gali
Gali gali gali bhatkao na
Ghadi ghadi uljhao na
Senti ho main jaan gayi hoon
Action bhi dikhlao na
Zara short mein.. batlao na
Seedhe point pe.. aao na
Ho..seedhe point pe aao na


Aa..
Ho seedhe..ho seedhe ..
Ho..seedhe point pe aao na

La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la

Acha Lagta Hai Lyrics + Song Information

Acha Lagta Hai is a song from the movie Aarakshan. The song is sung by Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal. Lyrics are written by Prasoon Joshi and music is composed by Shankar–Ehsaan–Loy. It is directed by Prakash Jha and produced by Prakash Jha, Firoz Nadiadwala under the music label Sony Music India. The song features Saif Ali Khan and Deepika Padukone.

Frequently Asked Questions on Acha Lagta Hai Song

  • "Acha Lagta Hai" song has been sung by whom?
    Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal has sung the song "Acha Lagta Hai".
  • Which movie is the song "Acha Lagta Hai" from?
    The song "Acha Lagta Hai" is from the movie "Aarakshan".
  • Who wrote the lyrics of "Acha Lagta Hai"?
    The lyrics of "Acha Lagta Hai" were written by Prasoon Joshi.
  • Who composed the music of "Acha Lagta Hai"?
    The music of "Acha Lagta Hai" was composed by Shankar–Ehsaan–Loy.
  • Who are the actors in the song "Acha Lagta Hai"?
    The song "Acha Lagta Hai" features Saif Ali Khan and Deepika Padukone.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing