Now playing

Kapde adle badle
Joote bhi aur chapplein
Shirt jo le gaya tha tu
Apne paas hi rakhle

Waise tu mera bhai
Tere liye maar bhi khaai
Salary do maheene ki
Tere birthday pe udaai
Aur uska kya jo tune parson
Thoki meri gaadi

Yaara teri meri yaari sabse pyari
Yaara teri meri yaari sabse pyari hai
(Yaari hai, Yaari hai)

Ab toh dekh dekh ke duniya jalne wali
Yaara teri meri yaari sabse pyari hai
(Yaari hai, Yaari hai)

Bhai tu rehne de tere kehne pe
Maine bandi se jhooth bola
Goa jaane ka plan tha
Usko manaa karke dil toda

Bhai tu rehne de tere kehne pe
Maine bandi se jhooth bola
Goa jaane ka plan tha maine
Mana karke dil toda

Aur uska kya jo do din girlfriend
Baat nahi karne wali

Yaara teri meri yaari sabse pyari
Yaara teri meri yaari sabse pyari hai
Ab toh dekh dekh ke duniya jalne wali
Yaara teri meri yaari sabse pyari hai

Shaamein main bhoolun kaise
Dost nahin aise milte tumhaare jaise
Mujh paagal ko bhi pilate hain
Chaahe jeb mein nahi ho paise

Shaamein main bhooloon kaise
Dost nahi aise milte tumhare jaise
Mujh paagal ko bhi pilate hain
Chaahe jeb mein nahi ho paise

Saalon milte raho jo bichhde
Toh yaad aayegi yaari

Yaara teri meri yaari sabse pyari
Yaara teri meri yaari sabse pyari hai
(Yaari hai, Yaari hai)

Ab toh dekh dekh ke duniya jalne wali
Yara teri meri yaari sabse pyari hai
(Yaari hai, Yaari hai)

Yaari Hai Lyrics + Song Information

Yaari Hai is a song from the movie Yaari Hai (Single). The song is sung by Tony Kakkar. Lyrics are written by Tony Kakkar and music is composed by Tony Kakkar. It is directed by Geet Vaghela and produced by Anshul Garg under the music label Desi Music Factory. The song features Tony Kakkar, Siddharth Nigam, Riyaz Aly and Twinkle Bhat.

Frequently Asked Questions on Yaari Hai Song

  • "Yaari Hai" song has been sung by whom? Tony Kakkar has sung the song "Yaari Hai".
  • Which movie is the song "Yaari Hai" from? The song "Yaari Hai" is from the movie "Yaari Hai (Single)".
  • Who wrote the lyrics of "Yaari Hai"? The lyrics of "Yaari Hai" were written by Tony Kakkar.
  • Who composed the music of "Yaari Hai"? The music of "Yaari Hai" was composed by Tony Kakkar.
  • Who are the actors in the song "Yaari Hai"? The song "Yaari Hai" features Tony Kakkar, Siddharth Nigam, Riyaz Aly and Twinkle Bhat.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing