Now playing

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya naaraazi arey aa re aa re aa

Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya naaraazi arey aa re aa re aa


Sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
Mera jahaan baanhon mein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam, kasam bhi le
Aa ke tu nigaahon mein sanwar bhi le

Sauda udaanon ka hai ya aasmaanon ka hai
Le le udaanein meri, le mere par bhi le
Sauda ummeedon ka hai
Khwaabon ka, nindon ka hai
Le le tu nindein meri
Nainon mein bhar bhi le


Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi

Kya naaraazi arey aa re aa re aa


Main kabhi bhoolunga na tujhe
Chaahe tu mujh ko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri
Aadatein kaise bhoolun bhala

Main kabhi bhoolunga na tujhe
Chaahe tu mujh ko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri
Aadatein kaise bhoolun bhala

Sauda yeh waadon ka hai,
yaadon, iraadon ka hai
Le le tu waade chaahe tu to mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai,
chaahat ke maaron ka hai
Le le ishaare mere, in ka asar bhi le


Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya naaraazi arey aa re aa re aa


Sidhe saade saara sauda
Seedha seedha hona ji
Main ne tu ko paana hai ya
Tu ne main ko khona ji
Aaja dil ki karein saude baazi
Kya naaraazi arey aa re aa re aa

Saudebaazi Lyrics + Song Information

Saudebaazi is a song from the movie Aakrosh. The song is sung by Javed Ali, Anupam Amod. Lyrics are written by Irshad Kamil and music is composed by Pritam. It is directed by Priyadarshan and produced by Kumar Mangat Pathak under the music label T-Series. The song features Ajay Devgn and Bipasha Basu.

Frequently Asked Questions on Saudebaazi Song

  • "Saudebaazi" song has been sung by whom?
    Javed Ali, Anupam Amod has sung the song "Saudebaazi".
  • Which movie is the song "Saudebaazi" from?
    The song "Saudebaazi" is from the movie "Aakrosh".
  • Who wrote the lyrics of "Saudebaazi"?
    The lyrics of "Saudebaazi" were written by Irshad Kamil.
  • Who composed the music of "Saudebaazi"?
    The music of "Saudebaazi" was composed by Pritam.
  • Who are the actors in the song "Saudebaazi"?
    The song "Saudebaazi" features Ajay Devgn and Bipasha Basu.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing