Now playing

Kya hai dard ab main yeh na jaanu
Kya hai dar ab mujhko ni maloom
Sahi lage mujhe sab kuch sach mein
Tu hai jab mere sath mai

Kya hai dard ab main yeh na jaanu
Kya hai dar ab mujhko ni malum
Sahi lage mujhe sab kuch sach mein
Tu hai jab mere sath mein

Door nahi jaana chahta tere se
Laike jana chahta baat sidha phere pe
Hum samundar se gehre the
Tsunami wali wave pe hum taire the

Shawty kar call jo tu pyasi
Tu hai meri queen na koyi daasi
Tere chehre pe na aane doon udaasi
Fikar na karna tu zara bhi

Jo bhi fikar tera chhod mere pe
Kuch bhi nai aane dunga main ab tere pe
Jo bhi dil mein hai woh hai chehre pe
Kuch bhi nai aane dunga main ab tere pe

Shawty vibe tera tu hai fattey class
Fail hua pyaar mein ab hona mujhe pass
Chhupa ke nahi rakhunga kuch nahi rahega raaz
Door nahi jana mujhe rehna tere paas

Kya hai dard ab main yeh na jaanu
Kya hai dar ab mujhko ni maloom
Sahi lage mujhe sab kuch sach mein
Tu hai jab mere sath mai

Kya hai dard ab main yeh na jaanu
Kya hai dar ab mujhko ni malum
Sahi lage mujhe sab kuch sach mein
Tu hai jab mere sath mein

Kharabi hai mujhme haan tujhme nahi
Sharabi hun thoda par bujdil nahi
Mushqil yehi tu milti nahi
Aa leke chalu tujhe door ab kahin

Tere bina dil yeh lagta nahi
Tu bole galat toh bhi lagta sahi
Main karta yaqeen na karta main lean
Full focus hai tujhpe ab karta afeem

Tu meri afeem hai
Tere hi toh baare mein karta tha dream main
Hoon itne kareeb main
Kash tere sath tere sath main badheer main

Going a little crazy baby tu hai different lady
I just wanna spend my life baby tere sath mein
Tu nahi rehti sath toh phir alag hoti baat
Studio mein locked up sirf tere yaad mein

Kya hai dard ab main yeh na jaanu
Kya hai dar ab mujhko ni maloom
Sahi lage mujhe sab kuch sach mein
Tu hai jab mere sath mai

Kya hai dard ab main yeh na jaanu
Kya hai dar ab mujhko ni malum
Sahi lage mujhe sab kuch sach mein
Tu hai jab mere sath mein

Sath Mai Lyrics + Song Information

Sath Mai is a song from the movie Sath Mai (Single). The song is sung by Emiway Bantai, Swaalina, Meme Machine. Lyrics are written by Emiway Bantai, Swaalina, Meme Machine and music is composed by Meme Machine. It is directed by and produced by Meme Machine under the music label Bantai Records. The song features Emiway Bantai and Swaalina.

Frequently Asked Questions on Sath Mai Song

  • "Sath Mai" song has been sung by whom? Emiway Bantai, Swaalina, Meme Machine has sung the song "Sath Mai".
  • Which movie is the song "Sath Mai" from? The song "Sath Mai" is from the movie "Sath Mai (Single)".
  • Who wrote the lyrics of "Sath Mai"? The lyrics of "Sath Mai" were written by Emiway Bantai, Swaalina, Meme Machine.
  • Who composed the music of "Sath Mai"? The music of "Sath Mai" was composed by Meme Machine.
  • Who are the actors in the song "Sath Mai"? The song "Sath Mai" features Emiway Bantai and Swaalina.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing