Now playing

Tumse hi kuch baatein karni hain
Haan tumse hi kuch baatein karni hain
Kuch lamhe kuch raatein jeeni hain

Chahaton ke shehar mein
Ek dafa chal ghoom aate hain
Chalo lamhe churate hain
Chalo na muskurate hain

Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na

Tumhein toh dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na
Mohabbat main to karta hoon
Mohabbat tum bhi karlo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Aankhon ki zameenon mein
Naye sapne uga lena
Main tere dil mein reh lungi
Tu mere dil mein reh lena

Fikar ki kya zarurat hai
Bahut aasaan hai jeena

Haan main tujhme saans le lunga
Tu mujhme saans le lena
Chalo kuch door jaate hain
Mukaddar aazmate hain

Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na

Mohabbat main toh karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Mohabbat main to karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Mohabbat main to karta hoon
Mohabbat tum bhi kar lo na
Tumhein to dil mein rakha hai
Zara sa dil hi rakh lo na

Mohabbat Main Toh Karta Hoon Lyrics + Song Information

Frequently Asked Questions on Mohabbat Main Toh Karta Hoon Song

  • "Mohabbat Main Toh Karta Hoon" song has been sung by whom? Stebin Ben, Srishti Bhandari has sung the song "Mohabbat Main Toh Karta Hoon".
  • Which movie is the song "Mohabbat Main Toh Karta Hoon" from? The song "Mohabbat Main Toh Karta Hoon" is from the movie "Mohabbat Main Toh Karta Hoon (Single)".
  • Who wrote the lyrics of "Mohabbat Main Toh Karta Hoon"? The lyrics of "Mohabbat Main Toh Karta Hoon" were written by Azeem Shirazi.
  • Who composed the music of "Mohabbat Main Toh Karta Hoon"? The music of "Mohabbat Main Toh Karta Hoon" was composed by Amjad Nadeem Aamir.
  • Who are the actors in the song "Mohabbat Main Toh Karta Hoon"? The song "Mohabbat Main Toh Karta Hoon" features Paras Arora and Manmeet Kaur.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing