Now playing

Aankhon mein nami hai bas teri kami hai
Hai khafa khafa yeh zindagi
De jaa rihayi yaara is zindagi se
Jisme tu shamil nahi

Jiye toh jiye kaise haaye bin aapke
Jiyein to jiyein kaise haaye bin aapke
Lagta nahi dil kahin bin aapke haaye
Jiye to jiye kaise haaye bin aapke

Haathon se hath chhoota har ek khwaab toota
Bikhra sa hoon main tere bina
Hathon se hath chhoota har ek khwaab toota
Bikhra sa hoon main tere bina
Tere bina mera koyi bhi nahi, koyi bhi nahi

Jiye toh jiye kaise haaye bin aapke
Jiyein to jiyein kaise haaye bin aapke

Kaise batlaun tujhe kitna main chahun
Agar tu na mila to main mar hi na jaaun
Tu hi mera hai junoon tu hi mera hai sukoon

Tere bin ek pal ab jee na sakun
Tere bina ek pal ab jee na sakun
Tere bina ek pal ab jee na sakun
Tere bina ek pal ab jee na sakun

Jiye toh jiye kaise haaye bin aapke
Jiyein to jiyein kaise haaye bin aapke

Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Lyrics + Song Information

Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 is a song from the movie Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 (Single). The song is sung by Stebin Ben. Lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi and music is composed by . It is directed by Garry Vilkhu and produced by Ashique Elahi (Music Producer) under the music label Ishtar Music. The song features Shoaib Ibrahim and Dipika Kakar Ibrahim.

Frequently Asked Questions on Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Song

  • "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0" song has been sung by whom? Stebin Ben has sung the song "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0".
  • Which movie is the song "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0" from? The song "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0" is from the movie "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 (Single)".
  • Who wrote the lyrics of "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0"? The lyrics of "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0" were written by Sanjeev Chaturvedi.
  • Who composed the music of "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0"? The music of "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0" was composed by .
  • Who are the actors in the song "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0"? The song "Jiye Toh Jiye Kaise 2.0" features Shoaib Ibrahim and Dipika Kakar Ibrahim.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing