Now playing

O.. main hoon tera King Oye…
Leke aaya ring oye…
Ban jaa ni aaj meri Queen Tu haa!

Karan purpose oye…
Tarifaan roz oye…
Ki dassan how much haseen tu?

Jaa O lafange
Na ishq me le Pange
Feeling tu dil mein daba le…

O.. Hawa Hawa ae Hawa mujhko uda le
Aaja aaja, tu mere dil ko chura le
Ishq wale card pe, naam mera likha le
Beech me hi fasi hai, baat aage badha le
Boyfriend bana le…
(Kisi aur ko pata le)
Haaye Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le)
Mujhko phasa le…
(Kisi aur ko pata le)
Haye.. Boyfriend bana le..
(Nazrein tu hata le)

Mmm main hoon tera…
Tu hai meri…
Main hoon tera, tu hai meri
Baat fix hai!
Haath mein tere ye mera haath fix hai
Aankh na mila tu chaahe meri aankh se
Khwaab mein hi tere mera khwab fix hai

Khyalon mein bhatke
Kyun mujhpe hi atke
Kahin aur dil tu lagaa le

Haaye.. Hawa Hawa, ae hawa mujhko Uda le
Aaja Aaja Tu mere dil ko chura le
Ishq wale card pe, naam mera likha le
Beech mein hi fasi hai, baat aage badha le
Boyfriend bana le…
(Kisi aur ko pata le)
Haaye Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le)
Haaye mujhko phasa le
(Kisi aur ko pata le)
Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le)

[Mika Singh Rap]
Oh yeah… Ankhiyan ne vekhe meri
Tere hi taan dream ni
Tenu main pataun lai launda phiran scheme ni
Tu hi lage sohni tenu maari jawan line mein
Tu jo puche haal mera, hoyi jaawan fine main

One more time…
Ishq gud naalo meetha kar le tu taste ni
Single single teri Jawaani hoi jaandi waste ni
Main haan Raja tera baby kyun ni kardi understand
Tu je menu yes kare taa leke aawan wedding band

Jaa O lafange
Na Ishq me le pange
Feeling tu dil mein daba le…

Haaye.. hawa hawa, ae hawa mujhko uda le
Aaja aaja, tu mere dil ko chura le
Ishq wale card pe, naam mera likha le
Beech mein hi fasi hai, baat aage badha le
Boyfriend bana le…
(Kisi aur ko pata le)
Haaye Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le)
O.. Mujhko phasa le
(Kisi aur ko pata le)
Arey Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le)

Haaye…
Everybody…

Hoye Hoye…
Brrrr..

Boyfriend bana le…
(Kisi aur ko pata le)
Ho Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le)

O.. Mujhko phasa le
(Kisi aur ko pata le)
O Boyfriend bana le…
(Nazrein tu hata le…)

Hawa Hawa Lyrics + Song Information

Hawa Hawa is a song from the movie Mubarakan. The song is sung by Mika Singh, Prakriti Kakar. Lyrics are written by Kumaar and music is composed by Gourov-Roshin. It is directed by Anees Bazmee and produced by under the music label T-Series. The song features Arjun Kapoor, Ileana D’Cruz, Anil Kapoor, Athiya Shetty and .

Frequently Asked Questions on Hawa Hawa Song

  • "Hawa Hawa" song has been sung by whom? Mika Singh, Prakriti Kakar has sung the song "Hawa Hawa".
  • Which movie is the song "Hawa Hawa" from? The song "Hawa Hawa" is from the movie "Mubarakan".
  • Who wrote the lyrics of "Hawa Hawa"? The lyrics of "Hawa Hawa" were written by Kumaar.
  • Who composed the music of "Hawa Hawa"? The music of "Hawa Hawa" was composed by Gourov-Roshin.
  • Who are the actors in the song "Hawa Hawa"? The song "Hawa Hawa" features Arjun Kapoor, Ileana D’Cruz, Anil Kapoor, Athiya Shetty and .

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing