Now playing

Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunri mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Lamba ghoonghat daal ke
Joban zara sambhaal ke
Shor yeh kitna karti hai
Teri paayal rakhna utaar ke

Chhup chhup ke tu chaliyo
Naagin chalti jaise

Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunri mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Teri chunari pe daag hai
Choli mein aag hai
Yeh 18 ka yauvan
Jhulsaane wale paap hai

Banda hoon main sahi
Thodi neeyat si kharab hai
Hamare yahan shadi se pehle
Yeh sab paap hai

Titli ke par tikte na ghar pe
Chal aise jaise phisle butter pe
Nagar ke launde sab bigaad diye tune
Theek hi to kiya kya hi karte sudhar ke

Dagariya hai tooti sambhal ke chal
Teri jooti ne rakha kai dilon ko masal
Shaam ko chhichhore khade hote is raste pe
Chhori sun rasta apna badal

Tere din ka main chain banu raat ka aaram
Likhwa le tu kamariya pe baby mera naam
Drop that nakhra yeh aayega na kaam
Make me your makhna aaunga tere kaam

Aaye haaye sakhiyan kya kahengi
Aaye haaye kya baat karengi
Aaye haaye badi laaj hai aati
Aaye haaye badnaam karengi

Aaye haaye sakhiyan kya kahengi
Aaye haaye kya baat karengi
Aaye haaye badi laaj hai aati
Aaye haaye badnaam karengi

Tu titli titli titli li
Ban ke chali jo chali jo chali li

Nahi dekhenge tujhko
To baat karenge kaise

Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise
Chunari mein laaga daag saiyan
Jaaun main ghar kaise

Chunari Mein Daag Lyrics + Song Information

Chunari Mein Daag is a song from the movie Chunari Mein Daag – Single. The song is sung by Tony Kakkar, Yohani, Ikka. Lyrics are written by Tony Kakkar and music is composed by Tony Kakkar. It is directed by Adil Shaikh and produced by Bhushan Kumar under the music label T-Series. The song features and .

Frequently Asked Questions on Chunari Mein Daag Song

  • "Chunari Mein Daag" song has been sung by whom? Tony Kakkar, Yohani, Ikka has sung the song "Chunari Mein Daag".
  • Which movie is the song "Chunari Mein Daag" from? The song "Chunari Mein Daag" is from the movie "Chunari Mein Daag – Single".
  • Who wrote the lyrics of "Chunari Mein Daag"? The lyrics of "Chunari Mein Daag" were written by Tony Kakkar.
  • Who composed the music of "Chunari Mein Daag"? The music of "Chunari Mein Daag" was composed by Tony Kakkar.
  • Who are the actors in the song "Chunari Mein Daag"? The song "Chunari Mein Daag" features and .

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing