Now playing

Judaa hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaana
Judaa hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaanaKabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Tumhe main bhool jaaunga
Yeh baatein dil mein na laanaKabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aanaTha kaun mera, ek tu hi tha
Saanson se zyada jo zaroori tha
Tere liye main kuch nahi lekin
Mere liye tu mera sab kuch thaNahi jaana bula kar ke
Yeh baatein tum hi kehte the
Rahi khushiyan nahin meri
Ke tum bhi waqt jaise theTumhara tha, rahega bhi
Karein kya dil hai deewanaKabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aanaMaine tumhaari baat maani hai
Maine manaaya dil ko hai kasie
Ab se raho tum khush jahaan bhi ho
Mera tumhara tha bhi kya waiseBhale doori rahe jitni
Nigaahon se nigaahon ki
Magar khwabon ki duniya mein
Milunga tumse rozana

Yahin tak tha safar apna
Tumhe hai laut kar jaana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana

Na ra, na ra
Chale aana, chale aana...

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing