Now playing

Tu hi ye mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa (x2)

Itna bata doon tujhko
Chaahat pe apni mujhko
Yun tto nahi ikhtiyaar
Phir bhi yeh socha dil ne
Ab jo laga hoon milne
Poochhu tujhe ek baar

Tu hi ye mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa

Aisi kabhi pehle hui naa thi khwaahishein
O.. kisi se bhi milne ki
Naa ki thi koshishein
Uljhan meri suljha de
Chaahun main ya naa
Aankhon aankhon mein jataa de
Chaahun main ya naa

Mere chhote chhote khwaab hain
Khwabon mein geet hain
Geeton mein zindagi hai
Chaahat hai, preet hai
Abhi main na dekhoon khwaab woo
Jin mein na tu mile
Le khole honth maine
Ab tak the jo sile

Mujhko na jitna mujh pe
Utna iss dil ko tujh pe
Hone laga aitbaar
Tanha lamhon mein apne
Bunti hoon tere sapne
Tujhse hua mujhko pyaar o o..
Poochungi tujhko kabhi naa
Chaahun main ya naa
Tere khaabon mein ab jeena
Chaahun main kyun naa!

Tu hi yeh mujhko bata de
Chahun main ya naa
Apne tu dil ka pata de
Chahun main ya naa

Chahun Main Ya Naa Lyrics + Song Information

Chahun Main Ya Naa is a song from the movie Aashiqui 2. The song is sung by Palak Muchhal, Arijit Singh. Lyrics are written by Irshad Kamil and music is composed by Jeet Gannguli. It is directed by Mohit Suri and produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Mahesh Bhatt, Mukesh Bhatt under the music label T-Series. The song features Aditya Roy Kapur and Shraddha Kapoor.

Frequently Asked Questions on Chahun Main Ya Naa Song

  • "Chahun Main Ya Naa" song has been sung by whom? Palak Muchhal, Arijit Singh has sung the song "Chahun Main Ya Naa".
  • Which movie is the song "Chahun Main Ya Naa" from? The song "Chahun Main Ya Naa" is from the movie "Aashiqui 2".
  • Who wrote the lyrics of "Chahun Main Ya Naa"? The lyrics of "Chahun Main Ya Naa" were written by Irshad Kamil.
  • Who composed the music of "Chahun Main Ya Naa"? The music of "Chahun Main Ya Naa" was composed by Jeet Gannguli.
  • Who are the actors in the song "Chahun Main Ya Naa"? The song "Chahun Main Ya Naa" features Aditya Roy Kapur and Shraddha Kapoor.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing