Main Agar Kahoon LYRICS

Tumko paaya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
kisi zabaan mein bhi
vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon
main agar kahoon tumsa haseen

qaynat mein nahi hain kaheen
taareef yeh bhi toh
sach hai kuch bhi nahi tumko paaya hain to jaise khoya hoon
shokhiyon mein doobi yeh adaayein
chehre se jhalki huyi hain
zulf ki ghani gahni ghatayen

shaan se dhalki huyi hain
lehrata aanchal
hai jaise baadal

baahon mein bhari hain jaise chaandni
roop ki chaandni
main agar kahoon

yeh dilkashi
hai nahi kaheen na hogi kabhi
taareef yeh bhi to sach hain kuch bhi nahi

tumko paaya hai to jaise khoya hoon

tum huye mehrbaan toh hai yeh daastaan
ab tumhara mera hai ek hai caravan
tum jahaan main vahaan

main agar kahoon hamsafar meri
apsara ho tum ki ya koi pari
tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi naheen

tumko paaya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon
kisi zaban mein bhi vo lavz hi nahi
ki jinme tum ho kya tumhe bataan sakoon

main agar kahoon tumsa haseen
qaynat mein nahi hai kaheen
tareef yeh bhi to
sach hai kuch bhi nahi

 

Main Agar kahoon LYRICS IN HINDi

मैं अगर कहूँ  LYRICS IN HINDi
तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँतुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी जबां में भी वो लफ्ज़ ही नहीं
के जिन में तुम हो क्या तुम्हें बता सकूँमैं अगर कहूँ तुम सा हसीं
कायनात में नहीं है कहीं
तारीफ़ ये भी तो सच है कुछ भी नहींशोखियों में डूबी ये अदायें
चेहरे से झलकी हुई हैं
जुल्फ़ की घनी घनी घटायें
शान से ढलकी हुई हैं
लहराता आँचल है जैसे बादल
बाहों में भरी है जैसे चाँदनी
रूप की चाँदनीमैं अगर कहूँ
ये दिलकशी है नहीं कहीं, ना होगी कभी
तारीफ़ ये भी तो सच है कुछ भी नहींतुम हुए मेहरबान, तो है ये दास्ताँ
अब तुम्हारा मेरा एक है कारवाँ, तुम जहाँ में वहाँ
मैं अगर कहूँ हमसफ़र मेरी
अप्सरा हो तुम, या कोई परी
तारीफ यह भी तो, सच है कुछ भी नहीं

तुमको पाया है तो जैसे खोया हूँ
कहना चाहूँ भी तो तुमसे क्या कहूँ
किसी जबां में भी वो लफ्ज़ ही नहीं
के जिन में तुम हो क्या तुम्हें बता सकूँ

मैं अगर कहूँ तुम सा हसीं
कायनात में नहीं है कहीं
तारीफ़ ये भी तो सच है कुछ भी नहीं

“Main Agar Kahoon” SONG INFORMATION

Main Agar Kahoon lyrics from Om Shanti Om 2007 : The song “Main Agar Kahoon” is written by Javed Akhtar  .Main Agar Kahoon song is sung by singer Sonu Nigam, Shreya Ghoshal


Added by

Shubham Jain

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT