Now playing

Tu hai sautan name ki
Pathshala prem ki
Hum angutha chhaap imtehaan legi kya

Tu hai sautan name ki
Pathshala prem ki
Hum angutha chhaap imtehaan legi kya

Dhadkanon ki chaal pe
Is keharwa taal pe
Le chuki alaap Uspe taan legi kya

Suraiyya jaan legi kya
Suraiyya jaan legi kya

Suraiyya bas kar, bas kar yaar
Suraiyya jaan legi kya
Suraiyya jaan, meri jaan
Meri jaan legi kya
Suraiyya jaan legi kya


Hayeee ghar suraiyya jaan ke
Sar jhuka ke aaye ho
De chuki hai darsan Ab parsad degi kya

Haaa ghar suraiyya jaan ke
Sar jhuka ke aaye ho
De chuki hai darsan Ab parsad degi kya


Sabka dil behla chuki
Thumriyan bhi gaa chuki
Bandh ke ab sath mein aalap degi kya

Suraiyya jaan degi kya
Suraiyya jaan degi kya

Suraiyya bas kar, bas kar yaar
Suraiyya jaan legi kya
Suraiyya jaan, meri jaan
Meri jaan legi kya

Nahi to jaan degi kya
...¸¸.•*¨*•♫♪

Hayeee meri nazron mein sab ek hain
Meri nazron mein sab ek hain

Kya general kya sipahiya
Sab ke dil mein khush fehmi hai
Woh hi hai mera saiyan
Haan do pal ki ghustakhi to
Hanste hanste deti hai
Mohabbat ka darza Suraiyya

Arre arre arre
Kal ko upar jana hai
Jaake munh dikhana hai
Thoda to sudhar jaa suraiyya

Arre bas bhi kar suraiyya
Rab se dar suraiyya
Hai dil tera ya patthar suraiyya
Saari jay daad aur mehakame
Likh diye inhone tere hakk mai
In thagon se
in thagon se
in thagon se
Ab tu Hindostan legi kyaaaaaa

Suraiyya jaan legi haan!

Suraiyya Lyrics + Song Information

Suraiyya is a song from the movie Thugs of Hindostan. The song is sung by Vishal Dadlani, Shreya Ghoshal. Lyrics are written by Amitabh Bhattacharya and music is composed by `Ajay-Atul. It is directed by Vijay Krishna Acharya and produced by Aditya Chopra under the music label YRF Music. The song features Aamir Khan and Katrina Kaif.

Frequently Asked Questions on Suraiyya Song

  • "Suraiyya" song has been sung by whom?
    Vishal Dadlani, Shreya Ghoshal has sung the song "Suraiyya".
  • Which movie is the song "Suraiyya" from?
    The song "Suraiyya" is from the movie "Thugs of Hindostan".
  • Who wrote the lyrics of "Suraiyya"?
    The lyrics of "Suraiyya" were written by Amitabh Bhattacharya.
  • Who composed the music of "Suraiyya"?
    The music of "Suraiyya" was composed by `Ajay-Atul.
  • Who are the actors in the song "Suraiyya"?
    The song "Suraiyya" features Aamir Khan and Katrina Kaif.

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing