Now playing

Jaanam jaane ja
Jaanam jaane ja

Kuch din se main toota toota rehta hoon
Apne dil se rootha rootha rehta hoon

Kuch din se main khoyi khoyi rehti hoon
Jaagun bhi to soyi soyi rehti hoon

Main pyaar tujhse karti hoon
Din raat aahein bharti hoon
Aahein bharti hoon
Aahein bharti hoon

Main teri mohabbat mein
Paagal ho jaunga
Main teri mohabbat mein
Paagal ho jaunga

Mujhe aisa lagta hai
Tujhe kaisa lagta hai

Ho main teri nigahon se
Ghayal ho jaaungi
Main teri nigahon se
Ghayal ho jaaungi

Mujhe aisa lagta hai
Tujhe kaisa lagta hai

Main phoolon se kaliyon se taaron se
Teri maang bhar doonga
Main saanson se mehki baharo ko
Tere naam kar doonga

Kab tak aakhir hum milne ko tarsenge
Kab saavan aayega baadal barsenge

Jaane jigar jaaneman
Mujhko hai teri kasam
Tu jo mujhe na mili
Mar jaunga main sanam

Jaane jigar jaaneman
Mujhko hai teri kasam
Tu jo mujhe na mila
Mar jaungi main sanam

Jaanam jaane ja jaanam jaane ja
Jaanam jaane ja jaanam jaane ja

Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar Lyrics + Song Information

Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar is a song from the movie T-Series Mixtape Rewind Season 3. The song is sung by Payal Dev, Benny Dayal. Lyrics are written by Anand Bakshi, Sameer and music is composed by Abhijit Vaghani. It is directed by Ahmed Khan and produced by Bhushan Kumar under the music label T-Series. The song features and .

Frequently Asked Questions on Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar Song

  • "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar" song has been sung by whom? Payal Dev, Benny Dayal has sung the song "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar".
  • Which movie is the song "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar" from? The song "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar" is from the movie "T-Series Mixtape Rewind Season 3".
  • Who wrote the lyrics of "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar"? The lyrics of "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar" were written by Anand Bakshi, Sameer.
  • Who composed the music of "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar"? The music of "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar" was composed by Abhijit Vaghani.
  • Who are the actors in the song "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar"? The song "Main Teri Mohabbat Mein /Jaane Jigar" features and .

Added by

Ayushi

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *

ADVERTISEMENT

VIDEO

Now playing